SEARCH RESULTS
Showing search results for "shtaar"
Ghazal MATCHES FOR "shtaar"
Ghazal
'saaGar' kisii ke husn-e-taGaaful-shi.aar kii
bahkii hu.ii adaa huu.n mujhe yaad kiijiye
Saghar Siddiqui
Ghazal
apnii KHabar, na us kaa pata hai, ye ishq hai
jo thaa, nahii.n hai, aur na thaa, hai,, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
vafaa-shi.aar ka.ii hai.n ko.ii hasii.n bhii to ho
chalo phir aaj usii bevafaa kii baat kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham ne dekhaa hai ki mil jaate hai.n la.Dne vaale
sulh kii KHuu bhii to ai baani-e-shar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ye jaam chhalkaa ki aa.nchal bahaar kaa Dhalkaa
shariir shosha sharaara shabaab shar shoKHii
Shahzad Qais
Ghazal
mai.n huu.n vafaa-shi.aar yahaa.n jii ke kyaa karuu.n
ye daur-e-bevafaa hai mujhe maar diijiye
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
dekhaa to thaa yuu.nhii kisii Gaflat-shi.aar ne
diivaana kar diyaa dil-e-be-iKHtiyaar ne
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kyaa bataa.uu.n ki jo hangaama bapaa hai mujh me.n
in dino.n ko.ii bahut saKHt KHafaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
mai.n bevafaa huu.n Gair nihaayat vafaa shi.aar
meraa salaam liije mile.n ab usii se aap