SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.ngaa"
Ghazal MATCHES FOR "ta.ngaa"
Ghazal
kis tarah jaataa ko.ii manzil-e-maqsad kii taraf
ko.ii yakka ko.ii taa.nga ko.ii rickshaw na milaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
Nasir Amrohvi
Ghazal
Pratap Somvanshi
Ghazal
us ne tasviir ko sofe ke muqaabil Taa.ngaa
KHuub aataa hai use kamra sajaane kaa hunar
Fatima Nausheen
Ghazal
apne haalaat bataa.e.n to bataa.e.n kis ko
ek kurtaa hai tire baad Ta.ngaa kamre me.n
Shazia Niyazi
Ghazal
falak kii khuu.nTii se Taa.ngaa hu.aa thaa ek KHayaal
zamii.n pe baiThii tirii baat muskuraatii rahii
Yasmeen Sahar
Ghazal
ham bhii ga.e the garmii-e-baazaar dekhne
vo bhii.D thii ki chauk me.n taa.nga ulaT gayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
ga.e din ki tanhaa thaa mai.n anjuman me.n
yahaa.n ab mire raaz-daa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
teraa pahluu tire dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzre na qayaamat shab-e-tanhaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
tere hote hu.e aa jaatii thii saarii duniyaa
aaj tanhaa huu.n to ko.ii nahii.n aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mujh me.n rahtaa hai ko.ii dushman-e-jaanii meraa
KHud se tanhaa.ii me.n milte hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
tang aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Thukraa na de.n jahaa.n ko kahii.n be-dilii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
ha.ns na itnaa bhii faqiiro.n ke akele-pan par
jaa KHudaa merii tarah tujh ko bhii tanhaa rakkhe