SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThaa.oge"
Ghazal MATCHES FOR "uThaa.oge"
Ghazal
shelf me.n rakkhii hu.ii apnii kitaabo.n me.n se
ko.ii diivaan uThaa.oge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
azal ho yaa abad dono.n asiir-e-zulf-e-hazrat hai.n
jidhar nazre.n uThaa.oge yahii ik silsilaa hogaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ba.De fareb khaa.oge ba.De sitam uThaa.oge
ye umr-bhar kaa saath hai nibhaa sako to saath do
Atta Shad
Ghazal
tuufaan uThaa.oge kabhii apne jahaa.n me.n
yaa aa.nkh ke paanii hii ko sailaab kahoge
Shahzad Ahmad
Ghazal
to jhurriyo.n ne likhaa aur kyaa uThaa.oge
uThaayaa jaataa nahii.n tum se jism o jaan kaa bojh
Rafi Raza
Ghazal
agar parcham uThaa.oge baGaavat kaa to tai maano
nazaaraa jo dikhegaa us ko qatl-e-'aam kahte hai.n
Nazar Dwivedi
Ghazal
sar jhukaa.e hu.e baiThe ho abas baada-kasho
jaam uThaa.oge to barsaat bhii ho jaa.egii
Aziz Warsi
Ghazal
uThaa.oge hame.n ab kyaa tum apnii mahfil se
ham aarzuu-o-havas ke biThaa.e baiThe hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
tum zaad-e-safar itnaa uThaa.oge kahaa.n tak
asbaab me.n ik ranj-e-masaafat bhii bahut hai
Ghazanfar Hashmi
Ghazal
qadr jaanoge mohabbat kii tab ai jaan-e-jahaa.n
tum bhii jab ranj uThaa.oge mire dil kii tarah
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
tum jo nikle ho mohabbat kii tijaarat ke liye
is me.n nuqsaan uThaa.oge haqiiqat jaano
Farooq Noor
Ghazal
tum zaad-e-safar itnaa uThaa.oge kahaa.n tak
asbaab me.n ik ranj-e-masaafat bhii bahut hai
Ghazanfar Hashmi
Ghazal
ummiid hai uThaa.oge tum bhii du'aa ko haath
jis din KHabar sunoge mire intiqaal kii