SEARCH RESULTS
Showing search results for "yazdaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "yazdaa.n"
Ghazal
itnii daqiiq shai ko.ii kaise samajh sake
yazdaa.n ke vaaqi.aat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
bargashta-e-yazdaan se kuchh bhuul hu.ii hai
bhaTke hu.e insaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jab se chalii hai aadam o yazdaa.n kii daastaa.n
har baa-vafaa kaa rabt hai ik bevafaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mumkin hai abr-e-rahmat-e-yazdaa.n baras pa.De
zulfo.n kii chhaa.nv Daal ba.Dii tez dhuup hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yazdaa.n se bach rahaa thaa jalaalat kaa ek lafz
us ko haram ke shoKH bayaano.n ne le liyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
yazdaan o ahrman kii hikaayaat ke badle
insaa.n kii rivaayaat ko dohraa ke guzar jaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
yazdaa.n se bhii ulajh hii pa.Daa thaa tiraa 'nadiim'
ya.anii azal se dil me.n yahii KHalfashaar thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
tum par asraar-e-fanaa raaz-e-baqaa khul jaate
tum ne ek baar to yazdaa.n ko pukaaraa hotaa
Parveen Fana Syed
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
jabr se taa.at-e-yazdaa.n bhii hai baar-e-KHaatir
pyaar se aadat-e-KHidmaat bhii ho jaatii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye aur baat ki saaqii se qarz mil na sakii
huzuur-e-hazrat-e-yazdaa.n to baa-vaqaar aa.e