SEARCH RESULTS
Showing search results for "परवाज़"
Nazm MATCHES FOR "परवाज़"
Nazm
shikwa
qaum-e-aavaara inaa.n-taab hai phir suu-e-hijaaz
le u.Daa bulbul-e-be-par ko mazaaq-e-parvaaz
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
ra.ng-e-ummiid khilegaa ki bikhar jaa.egaa
vaqt parvaaz karegaa ki Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hairatii huu.n mai.n tirii tasviir ke e.ajaaz kaa
ruKH badal Daalaa hai jis ne vaqt kii parvaaz kaa
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
nutq ko sau naaz hai.n tere lab-e-ejaaz par
mahv-e-hairat hai surayyaa rif.at-e-parvaaz par
Allama Iqbal
Nazm
ek taswir-e-rang
tere naazuk se paro.n par ye zar-o-siim kaa bojh
terii parvaaz ko aazaad na hone degaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
shor-e-barbat-o-nai
pahlii aavaaz
ab sa.ii kaa imkaa.n aur nahii.n parvaaz kaa mazmuu.n ho bhii chukaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nama-e-jaanan
ab qafas hii ko nasheman kaa badal jaan liyaa
ab kahaa.n taaqat-e-parvaaz paro.n me.n apne
Ahmad Faraz
Nazm
bint-e-hawwa
haisiyat ho nahii.n saktii nazar-andaaz mirii
rok saktaa nahii.n ab ko.ii bhii parvaaz mirii
Hina Rizvi
Nazm
asrar-e-paida
shaahii.n kabhii parvaaz se thak kar nahii.n girtaa
pur-dam hai agar tuu to nahii.n KHatra-e-uftaad
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
is KHvaab me.n un ko nahii.n KHud apnii KHabar tak
ik nuur u.Daa jaataa hai parvaaz-e-nazar tak
Mahshar Badayuni
Nazm
haal-o-maqam
parvaaz hai dono.n kii isii ek fazaa me.n
kargas kaa jahaa.n aur hai shaahii.n kaa jahaa.n aur