SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाम"
Nazm MATCHES FOR "शाम"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
magar guzaarne vaalo.n ke din guzarte hai.n
tire firaaq me.n yuu.n sub.h o shaam karte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
yuu.nhii be-vaj.h kisii shaKHs ko rokaa hogaa!
ittifaaqan mujhe us shaam mirii dost milii
Parveen Shakir
Nazm
ek aarzu
meh.ndii lagaa.e suuraj jab shaam kii dulhan ko
surKHii liye sunahrii har phuul kii qabaa ho
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jab ghulii terii raaho.n me.n shaam-e-sitam
ham chale aa.e laa.e jahaa.n tak qadam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
sab maya hai
jis gorii par ham ek Gazal har shaam likhe.n
tum jaante ho ham kyuu.nkar us kaa naam likhe.n
Ibn e Insha
Nazm
ajnabi sham
dil-e-naakaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n
ajnabii shaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n
Jaun Eliya
Nazm
parchhaiyan
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
tum aa rahii ho sar-e-shaam baal bikhraa.e