SEARCH RESULTS
Showing search results for ".zun"
Nazm MATCHES FOR ".zun"
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
shauq-e-parvaaz me.n mahjuur-e-nasheman bhii hu.e
be-amal the hii javaa.n diin se bad-zan bhii hu.e
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
tuu ki ma.asuum bhii hai zuud-faraamosh bhii hai
us kii paimaa.n-shikanii ko bhii gavaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
muhasara
mire Ganiim ne mujh ko payaam bhejaa hai
ki halqa-zan hai.n mire gird lashkarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
aurat
vajuud-e-zan se hai tasviir-e-kaa.enaat me.n ra.ng
usii ke saaz se hai zindagii kaa soz-e-daruu.n
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
be-takalluf KHanda-zan hai.n fikr se aazaad hai.n
phir usii kho.e hu.e firdaus me.n aabaad hai.n
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
shaahid-e-mazmuu.n tasadduq hai tire andaaz par
KHanda-zan hai Guncha-e-dillii gul-e-shiiraaz par
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
zan bachche rote hai.n goyaa naanii guzar ga.ii
ham-saaya puuchhte hai.n ki kyaa daadii mar ga.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hasan kuza-gar(3)
jis me.n ek duusre se ham-kinaar tairte rahe
muhiit jis tarah ho daa.ere ke gird halqaa-zan
Noon Meem Rashid
Nazm
apni malka-e-suKHan se
tere karam se sher-o-adab kaa imaam huu.n
shaaho.n pe KHanda-zan huu.n ki teraa Gulaam huu.n
Josh Malihabadi
Nazm
andeshe
us kaa ehsaas-e-latiif aur shikast-e-armaa.n
ta.ana-zan ek zamaana nazar aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
himala
barf ne baa.ndhii hai dastaar-e-faziilat tere sar
KHanda-zan hai jo kulaah-e-mehr-e-aalam-taab par
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
jo hai.n duniyaa me.n qaum ke hamdard
banda-e-qaum un ke hai.n zan o mard