SEARCH RESULTS
Showing search results for "aks"
Nazm MATCHES FOR "aks"
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
jaane kab tak tirii tasviir nigaaho.n me.n rahii
ho ga.ii raat tire aks ko takte takte
Parveen Shakir
Nazm
kahan jaoge
aur kuchh der me.n luT jaa.egaa har baam pe chaa.nd
aks kho jaa.e.nge aa.iine taras jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
aatii hai ek lahr sii chehro.n par aah kii
aa.nkho.n me.n chhuuT jaatii hai.n nabze.n nigaah kii
Josh Malihabadi
Nazm
zindan ki ek subh
jaag is shab jo mai-e-KHvaab tiraa hissa thii
jaam ke lab se tah-e-jaam utar aa.ii hai'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri lamha
tum mirii zindagii me.n aa.ii ho
meraa ik paa.nv jab rikaab me.n hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
intiqam
us kaa chehra, us ke KHadd-o-KHaal yaad aate nahii.n
ik shabistaa.n yaad hai
Noon Meem Rashid
Nazm
mayurka
shu.aa-e-mahr kii ziyaa se the jigar jigar badan
qamar-jamaal jin ke aks-e-raushnii ke baab the
Ahmad Faraz
Nazm
aaina-dar-aina
is baar vo milaa to ajab us kaa rang thaa
alfaaz me.n tara.ng na lahja daba.ng thaa