SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaman"
Nazm MATCHES FOR "chaman"
Nazm
jawab-e-shikwa
dekh kar ra.ng-e-chaman ho na pareshaa.n maalii
Kaukab-e-Guncha se shaaKHe.n hai.n chamakne vaalii
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
ye chaman-zaar ye jamunaa kaa kinaara ye mahal
ye munaqqash dar o diivaar ye mehraab ye taaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
mere hamdam mere dost!
mai.n tujhe giit sunaataa rahuu.n halke shiirii.n
aabshaaro.n ke bahaaro.n ke chaman-zaaro.n ke giit
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachche ki dua
ho mire dam se yuu.nhii mere vatan kii ziinat
jis tarah phuul se hotii hai chaman kii ziinat
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
muKHaatib hai bande se parvardigaar
tuu husn-e-chaman tuu hii rang-e-bahaar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
etiraf
chaman-e-dahr me.n ruuh-e-chaman-aaraa.ii ho
tal.at-e-mehr ho firdaus kii barnaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
parinde ki fariyaad
jab se chaman chhuTaa hai ye haal ho gayaa hai
dil Gam ko khaa rahaa hai Gam dil ko khaa rahaa hai
Allama Iqbal
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
ye lab hai.n tumhaare ki khiltaa chaman hai
bikhero jo zulfe.n to sharmaa.e baadal
Tahir Faraz
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
chishtii ne jis zamii.n me.n paiGaam-e-haq sunaayaa
naanak ne jis chaman me.n vahdat kaa giit gaayaa
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
chaman ko chho.D ke niklaa huu.n misl-e-nik.hat-e-gul
hu.aa hai sabr kaa manzuur imtihaa.n mujh ko