SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhalkaa"
Nazm MATCHES FOR "dhalkaa"
Nazm
teri aawaz
vahii Dhalkaa hu.aa aa.nchal vahii raftaar kaa KHam
vahii rah rah ke lachaktaa hu.aa naazuk paikar
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
aa.nchal Dhalkaa maskii saarii
halkii meh.ndii dhundlii bi.ndii
Josh Malihabadi
Nazm
alamiya-e-naqd
currency kii aa.nkho.n kaa paanii hai Dhalkaa
ye ruupya agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Fay Seen Ejaz
Nazm
raat ki baat
aa.nkhe.n maltii hu.ii fitno.n ko jagaatii aa.ii
sar se Dhalkaa hu.aa aa.nchal shikan-aaluud libaas
Mukhtar Siddiqui
Nazm
raushni gul na karo
abhii Dhalkaa hii kahaa.n pichhle pahar kaa aa.nchal
raushnii gul na karo raat abhii baaqii hai
Hurmatul Ikaram
Nazm
aurat
ban ke siimaab har ik zarf me.n Dhal jaatii hai
ziist ke aahanii saa.nche me.n bhii Dhalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
koi ye kaise batae
ik zaraa haath ba.Dhaa de.n to paka.D le.n daaman
un ke siine me.n samaa jaa.e hamaarii dha.Dkan
Kaifi Azmi
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh motii Dhalke Dhalke se
kuchh naqsh ye hairaa.n hairaa.n se
Jan Nisar Akhtar
Nazm
sab maya hai
sab maayaa hai, sab Dhaltii phirtii chhaayaa hai
is ishq me.n ham ne jo khoyaa jo paayaa hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
Dhaka se wapsi par
ham ki Thahre ajnabii itnii mudaaraato.n ke baa'd
phir bane.nge aashnaa kitnii mulaaqaato.n ke baa'd
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek laDka
naa-rasaa.ii kaa ab jii me.n dha.Dkaa kahaa.n
par vo chhoTaa saa alha.D saa la.Dkaa kahaa.n
Ibn۔e۔Insha
Nazm
chakle
ye Dhalke badan aur ye madquuq chehre
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHamosh aawaz
dil kii dha.Dkan Duub bhii jaa.e
dil kii sadaa.e.n thak na sake.ngii