SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikal"
Nazm MATCHES FOR "nikal"
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D kar rasm kaa but band-e-qadaamat se nikal
Kaifi Azmi
Nazm
ek aarzu
aazaad fikr se huu.n uzlat me.n din guzaaruu.n
duniyaa ke Gam kaa dil se kaa.nTaa nikal gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
Diary
tum aa ke tinke se mujh ko baahar nikaal lenaa
''ko.ii nahii.n aa.egaa ye kii.De nikaalne ab
Gulzar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
phuul ban kar apnii turbat se nikal aataa hai ye
maut se goyaa qabaa-e-zindagii paataa hai ye
Allama Iqbal
Nazm
aurat
diivaar ko aa to.De.n baazaar ko aa Dhaa.e.n
insaaf kii KHaatir ham sa.Dko.n pe nikal aa.e.n
Habib Jalib
Nazm
aadha kamra
vo gha.De se patthar nikaal kar gin rahe the
aur kah rahe the mai.n is gha.De kaa baanii huu.n
Sara Shagufta
Nazm
hasan kuza-gar(3)
mai.n sail-e-nuur-e-andruu.n se dhul gayaa!
mire daro.n kii KHalq yuu.n galii galii nikal pa.Dii
Noon Meem Rashid
Nazm
marhum
kabhii tasviir se baahar nikal kar bol bhii uTTho
hamesha ek saa chehra liye kyuu.n takte rahte ho
Manoj Azhar
Nazm
andeshe
naam par mere jab aa.nsuu nikal aa.e ho.nge
sar na kaa.ndhe se sahelii ke uThaayaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
hinDola
vo raato.n-raat 'sirii-krishn' ko uThaa.e hu.e
balaa kii qaid se 'basdev' kaa nikal jaanaa