SEARCH RESULTS
Showing search results for "phuul"
Nazm MATCHES FOR "phuul"
Nazm
jawab-e-shikwa
naKHl-e-islaam namuuna hai birau-mandii kaa
phal hai ye saik.Do.n sadiyo.n kii chaman-bandii kaa
Allama Iqbal
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
jab saavan baadal chhaa.e ho.n
jab phaagun phuul khilaa.e ho.n
Ibn e Insha
Nazm
mohabbat ho gai tum se
ye bhiigaa bhiigaa saa mausam
ye titlii phuul aur shabnam
Zubair Ali Tabish
Nazm
nisar main teri galiyon ke
yuu.nhii hamesha khilaa.e hai.n ham ne aag me.n phuul
na un kii haar na.ii hai na apnii jiit na.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
meh.ndii lagaa.e suuraj jab shaam kii dulhan ko
surKHii liye sunahrii har phuul kii qabaa ho
Allama Iqbal
Nazm
bachche ki dua
ho mire dam se yuu.nhii mere vatan kii ziinat
jis tarah phuul se hotii hai chaman kii ziinat
Allama Iqbal
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
aur ab ye saarii mataa-e-hastii
ye phuul ye zaKHm sab tire hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
usii ke bayaabaa.n usii ke babuul
usii ke hai.n kaa.nTe usii ke hai.n phuul
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
hasiin phuul hasii.n patiyaa.n hasii.n shaaKHe.n
lachak rahii hai.n kisii jism-e-naaznii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
tan man me.n phuul sajaatii thii.n
jab chaa.nd kii rim-jhim kirno.n se