SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahpuur"
Nazm MATCHES FOR "shahpuur"
Nazm
zindan ki ek subh
apne shahpuur kii rah dekh rahii hai.n ye asiir
jis ke tarkash me.n hai.n ummiid ke jalte hu.e tiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
tuu hii kah de ki ukhaa.Daa dar-e-KHaibar kis ne
shahr qaisar kaa jo thaa us ko kiyaa sar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qais zahmat-kash-e-tanhaa.i-e-sahraa na rahe
shahr kii khaa.e havaa baadiya-paimaa na rahe
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
KHaak-bar-sar chalo KHuu.n-ba-daamaa.n chalo
raah taktaa hai sab shahr-e-jaanaa.n chalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
fasiil-e-shahr ke har burj har manaare par
kamaa.n-ba-dast sitaada hai.n askarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
tuu me.araaj-e-fan tuu hii fan kaa si.nghaar
musavvir huu.n mai.n tuu miraa shaahkaar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
sab maya hai
jab dekh liyaa har shaKHs yahaa.n harjaa.ii hai
is shahr se duur ik kuTiyaa ham ne banaa.ii hai
Ibn e Insha
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
is shahr me.n naGme bahne do
bastii me.n hame.n bhii rahne do
Ahmad Faraz
Nazm
wo
duKHtaraan-e-shahr kii hotii hai jab mahfil kahii.n
vo ta.aaruf ke liye aage kabhii ba.Dhtii nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
zooming
dekhuu.n jo aasmaa.n se to itnii ba.Dii zamii.n
itnii ba.Dii zamiin pe chhoTaa saa ek shahr