SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Vcf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",vcf"
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
ruuh ko us kii asiir-e-Gam-e-ulfat na karuu.n
us ko rusvaa na karuu.n vaqf-e-musiibat na karuu.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye kyaa ki ik jahaa.n ko karo vaqf-e-iztiraab
ye kyaa ki ek dil ko shakebaa na kar sako
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Zaheer Dehlvi
MORE MATCHES FOR ",vcf"
Nazm
hubb-e-watan
kar diyaa vaqf un pe baitulmaal
lab tak aane diyaa na harf-e-savaal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
pahluu-tahii na kar Gam-o-andoh se 'asad'
dil vaqf-e-dard kar ki faqiiro.n kaa maal hai
Mirza Ghalib
Nazm
bahut ghuTan hai
vo falsafe jo har ik aastaa.n ke dushman the
amal me.n aa.e to KHud vaqf-e-aastaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ab tazkira-e-KHanda-e-gul baar hai jii par
jaa.n vaqf-e-Gam-e-giriya-e-shabnam hai mirii jaa.n
Habib Jalib
Ghazal
kahte hai.n ik fareb-e-musalsal hai zindagii
us ko bhii vaqf-e-hasrat-o-hirmaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Nazm
aaj ki raat na ja
kitnii farKHanda hai shab kitnii mubaarak hai sahar
vaqf hai mere liye terii mohabbat kii nazar
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
har maujh-e-aab-e-sindh hu.ii vaqf-e-pech-o-taab
'mahruum' jab vatan me.n hamaarii KHabar ga.ii