SEARCH RESULTS
Showing search results for ",raF"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",raf"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ko.ii mauqa zindagii kaa aaKHirii mauqa nahii.n
is qadar taajiil kyo.n raf-e-kuduurat ke liye
Hafeez Hoshiarpuri
MORE MATCHES FOR ",raf"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ab na hai fikr-e-hifaazat aur na ziiq-e-raf-e-kaar
dene vaale ne diyaa aur merii KHvaahish bhar diyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ye nizaam-e-bazm-e-saaqii kahii.n rah sakegaa baaqii
ki KHushii to chand lamhe Gam o dard jaavedaanii
Ali Jawad Zaidi
Kulliyat
taa-chand intizaar-e-qayaamat shitaab ho
vo chaa.nd saa jo nikle to raf'-e-hijaab ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
faraaz-e-manzil-e-raf-raf savaargii saugand
KHalaa me.n aur basiirat ke par nikal aa.e
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n