SEARCH RESULTS
Showing search results for "काफ़िर-ए-इश्क़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "काफ़िर-ए-इश्क़"
Sher
kaafir-e-ishq huu.n mushtaaq-e-shahaadat bhii huu.n
kaash mil jaa.e tirii teG kaa zunnaar kahii.n
Hatim Ali Mehr
Sher
kaafir-e-ishq huu.n ai shaiKH pe zinhaar nahii.n
terii tasbiih ko nisbat mirii zunnaar ke saath
Hasrat Azimabadi
Ghazal
kaafir-e-ishq ko kyaa se kyaa kar diyaa
but ne haq aashnaa aashnaa kar diyaa
Fana bulandshahri
MORE MATCHES FOR "काफ़िर-ए-इश्क़"
Sher
kaafir-e-ishq hu.aa jab se mai.n is dahr me.n huu.n
hai mire kufr se ye diin aur iimaa.n naazaa.n
Shah Aasim
Ghazal
is duniyaa me.n sab kuchh aasaa.n hai 'kaafir'
bas ik sachchaa ishq kamaanaa mushkil hai
Jagjit Kafir
Ghazal
Jagjit Kafir
Ghazal
karoge ishq to jaanoge Gaib ko 'kaafir'
har ek raaz hai zaahir nihaa.n to hai hii nahii.n
Jagjit Kafir
Ghazal
kaaGaz-e-abrii pe likh haal-e-dil-e-pur-soz-e-ishq
gird us ke barq kii tahriir khii.nchaa chaahiye
Ishq Aurangabadi
Ghazal
tujh KHat kii yaad me.n dil-e-hairaan-e-ishq kaa
durr-e-najaf kii tarah se muudaar thaa so hai
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Ishq Azimabadi
Ghazal
mayyat-e-ishq kaa gar dekho ruKH-e-nuuraanii
maGfirat kii ye nishaanii hai kaho yaa na kaho