SEARCH RESULTS
Showing search results for "मस्लहत-शनास"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "मस्लहत-शनास"
Sher
kyaa maslahat-shanaas thaa vo aadmii 'qatiil'
majbuuriyo.n kaa jis ne vafaa naam rakh diyaa
Qateel Shifai
Ghazal
hazaar shukr ki ham maslahat-shanaas na the
ki ham ne jis se kiyaa ishq vaalehaana kiyaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
haqiiqato.n ko samajh maslahat-shanaas na ban
fasiil-e-jabr se KHud bhii nikal ubhaar mujhe
Kavish Bat
Ghazal
Iman Qaisrani
Ghazal
rindaan-e-mai-kada bhii hu.e maslahat-shanaas
ab ban gayaa hai mai-kada bazm-e-ziyaan-o-suud
Syed Siddiq Hasan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "मस्लहत-शनास"
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kahaa.n hai ko.ii KHudaa kaa KHudaa ke bando.n me.n
ghiraa hu.aa huu.n abhii tak anaa ke bando.n me.n
Qaisar Shameem
Ghazal
is tarah mahv-e-jamaal-e-mo'atabar ho jaa.iye
jab naqaab uTThe to sar-taa-paa nazar ho jaa.iye
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
lazzat-shanaas talKHii-e-imroz huu.n 'sharar'
phir maslahat na ishrat-e-fardaa pe Taal de