SEARCH RESULTS
Showing search results for "रफ़्तार-ए-उम्र"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "रफ़्तार-ए-उम्र"
Ghazal
na bhuulnaa ki 'umar' hai.n ye dosto.n ke hisaab
kabhii na pa.Dhnaa jo dil kii kitaab me.n likhnaa
Umar Ansari
Ghazal
na paa sakaa kabhii taa-umr lutf-e-tanhaa.ii
umar jo saare jahaa.n kii nazar me.n tanhaa thaa
Umar Ansari
MORE MATCHES FOR "रफ़्तार-ए-उम्र"
Ghazal
mai.n jaa ke 'umar' apnii Gazal kis ko sunaa.uu.n
is shahr-e-suKHan-daa.n me.n to fankaar bahut hai.n
Umar Quraishi
Ghazal
ko.ii to maqsad-e-sher-o-adab bhii hogaa 'umar'
na ho.n jo kaam kii aisii nigaarshaat se kyaa
Umar Ansari
Ghazal
kis ko ilzaam duu.n barbaadii-e-dil kaa mai.n 'umar'
meraa dushman to miraa KHud hii muqaddar niklaa
Umar Quraishi
Ghazal
tere chehre pe 'umar' aaj ye raunaq kaisii
phir tabii.at ko.ii mauzuu-e-suKHan paa ga.ii kyaa
Umar Ansari
Ghazal
ham-safar bhii luuT letaa hai musaafir ko kabhii
ye sabaq mujh ko 'umar' KHud meraa rahzan de gayaa
Umar Quraishi
Ghazal
'umar' ko qatl kiyaa hai usii ke bhaa.ii ne
ye haadisa bhii ba.Daa dil-KHaraash hai logo
Umar Quraishi
Ghazal
sochte kyaa ho umar aa ke qariib-e-manzil
baat ab jur.at-e-do-gaam tak aa pahu.nchii he
Umar Quraishi
Ghazal
le na a.ng.Daa.ii kahii.n gardish-e-ayyaam 'umar'
husn-e-KHvaabiida ko bedaar karuu.n yaa na karuu.n