SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिसाब-ओ-किताब"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हिसाब-ओ-किताब"
MORE MATCHES FOR "हिसाब-ओ-किताब"
Ghazal
shuruu' me.n to ye rishta baraabarii kaa rahaa
phir us ke baa'd hisaab-o-kitaab le Duube
Sarita Jain
Ghazal
baate.n hai.n vaa.izo.n kii azaab o savaab kyaa
do din kii zindagii me.n hisaab-o-kitaab kyaa
Mirza Mayal Dehlvi
Ghazal
tar-daamanii me.n aa.e nazar ham hii pesh pesh
a.amaal-e-zindagii ke hisaab-o-kitaab me.n
Mahir Bilgrami
Mazahiya
rindo.n kii be-hisii bhii KHabar-daar chiiz thii
aksar jhaga.D pa.De hai.n hisaab-o-kitaab me.n
Syed Zameer Jafri
Ghazal
ai maulaa tuu rahiim hai ye jaantaa huu.n mai.n
rakkhaa hai yuu.n hii pech hisaab-o-kitaab kaa
Nazr Fatmi
Ghazal
dikhaa na Dar hame.n roz-e-hisaab kaa ai shaiKH
Dubo.e ham ne hisaab-o-kitaab shiishe me.n
Amar Abdabadi
Ghazal
shikast-o-fat.h jazaa-o-sazaa hisaab-o-kitaab
hamaare saath ye sab kuchh idhar yahii.n hu.aa hai