SEARCH RESULTS
Showing search results for "araq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "araq"
Sher
Qamar Jalalvi
Ghazal
araq jab us parii ke chehra-e-pur-nuur se Tapke
KHajil ho gul se shabnam juu.n lahuu naasuur se Tapke
Aarifuddin Aajiz
Sher
ruKHsaar ke araq kaa tire bhaav dekh kar
paanii ke mol nirKH hu.aa hai gulaab kaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
PAGE MATCHES FOR "araq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "araq"
Ghazal
vaa.n vo to ghar se apne pii kar sharaab niklaa
yaa.n sharm se araq me.n Duub aaftaab niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai ishq-e-naalaa-kash tirii Gairat ko kyaa hu.aa
hai hai araq araq vo tan-e-naaznii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
jab tujh araq ke vasf me.n jaarii qalam hu.aa
aalam me.n us kaa naa.nv javaahar-raqam hu.aa
Wali Dakni
Sher
kis kii jabii.n pe hai.n ye sitaare araq araq
kis ke lahuu se chaa.nd kaa daaman hai daaG daaG
Anjum Rumani
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kabhii to dekhe hamaarii araq-fishaanii dhuup
jale bhavo.n pe kare apnii mehrbaanii dhuup
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jab bhii pa.Dhaa hai shaam kaa chehra varaq varaq
paayaa hai aaftaab kaa maathaa araq araq
Sabir Zahid
Sher
is jabiin-e-araq-afshaa.n pe na chuniye afshaa.n
ye sitaare kahii.n mil jaa.e.n na sayyaaro.n me.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
dil mat lagaa ruKH-e-araq-aaluud yaar se
aa.iine ko uThaa ki zamii.n nam bahut hai yaa.n