SEARCH RESULTS
Showing search results for "araq"
Ghazal MATCHES FOR "araq"
Ghazal
hosh aayaa to sabhii KHvaab the reza reza
jaise u.Dte hu.e auraaq-e-pareshaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aag dozaKH kii bhii ho jaa.egii paanii paanii
jab ye aasii araq-e-sharm se tar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dekh kar phuul ke auraaq pe shabnam kuchh log
tiraa ashko.n bharaa maktuub samajhte ho.nge
Bashir Badr
Ghazal
ai ishq-e-naalaa-kash tirii Gairat ko kyaa hu.aa
hai hai araq araq vo tan-e-naaznii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
kitaab-e-maazii ke auraaq ulaT ke dekh zaraa
na jaane kaun saa saf.ha mu.Daa hu.aa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
zindagii apnii kitaabo.n me.n chhupaa le varna
tere auraaq ke maanind bikhar jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
dil mat lagaa ruKH-e-araq-aaluud yaar se
aa.iine ko uThaa ki zamii.n nam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuchh likhaa hai tujhe har barg pe ai rashk-e-bahaar
ruq.a vaare.n hai.n ye auraaq-e-KHizaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
har dam araq araq nigah-e-be-hijaab hai
kis ne nigaah-e-garm se dekhaa hayaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
yak bosa aur lu.ngaa araq mu.nh se puuchh kar
vo aab aab sharm ke maare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
dillii ke na the kuuche auraaq-e-musavvar the
jo shakl nazar aa.ii tasviir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
vo KHaak ki hai jis kaa junuu.n saiqal-e-idraak
vo KHaak ki jibriil kii hai jis se qabaa chaak