SEARCH RESULTS
Showing search results for "araq"
Nazm MATCHES FOR "araq"
Nazm
aaKHiri sach
jaise ki bhuulne lage bachcha ko.ii sabaq
jaise jabii.n ko chhuune lage maut kaa araq
Munawwar Rana
Nazm
talKH-o-tursh
mere maathe kaa araq Dhaltaa hai Taksaalo.n me.n
par mirii jeb mire haath se sharmaa.ii hai
Rahi Masoom Raza
Nazm
chehra tera
aarzuu par ye araq lagtaa hai shabnam kii tarah
aur sanii is me.n laTe.n lagtii hai resham kii tarah
Jai Raj Singh Jhala
Nazm
zaifa
bhuuk ke lashkar kaa hai ruKH par tire gard-o-Gubaar
ahd-e-razzaaqii ke maathe par araq hai aashkaar
Josh Malihabadi
Nazm
apne dost ke liye
ki un me.n har barg kii numuu me.n
ziyaa.n gayaa araq shaaKH-e-gul kaa
Fahmida Riaz
Nazm
pachhtawa
azal se taariiKH kah rahii hai
ki aadmii kii jabii.n hamesha nadaamato.n se araq rahii hai
Fahmida Riaz
Nazm
waqt-e-murawwat
ye sun ke sharm se ko.ii javaab ban na pa.Daa
jhukii nigaah-e-jabii.n ho ga.ii araq-aaluud
Josh Malihabadi
Nazm
aaj
phir nigaah-e-shauq kii garmii hai aur ruu-e-nigaar
phir araq-aaluud ik kaafir kii peshaanii hai aaj
Asrarul Haq Majaz
Nazm
anar
jo daa.nto.n me.n apne dabaa.oge tum
to miiThaa araq mu.nh me.n paa.oge tum