SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-qadam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba-qadam"
Ghazal
ho ke sar-taa-ba-qadam aalam-e-asraar chalaa
jo chalaa mai-kada-e-ishq se sarshaar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
ishq sar-taa-ba-qadam aatish-e-sozaa.n hai magar
us me.n shola na sharaara na dhu.aa.n hotaa hai
Amir Usmani
Rubai
sar-taa-ba-qadam ruKH-e-nigaarii.n hai ki tan
hai.n uzv-e-hasii.n ki bol uThne ko dahan
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sar-taa-ba-qadam ek hasii.n raaz kaa aalam
allaah re ik fitnagar-e-naaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
sar-taa-ba-qadam KHuun kaa jab Gaaza lagaa hai
tab zaKHm kii gahraa.ii kaa andaaza lagaa hai
Hazin Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ba-qadam"
Ghazal
sar-taa-ba-qadam haasil-e-'unvaan-e-Gazal ho
tum mere liye matla'-e-diivaan-e-Gazal ho
Ameer Dehlvi
Ghazal
na aarzu-e-jafaa ba-qadam nikaal ke chal
pa.De hai.n raah me.n kuchh dil bhii dekh bhaal ke chal
Javed Lakhnvi
Sher
tamaam shabnam-o-gul hai vo sar se taa-ba-qadam
ruke ruke se kuchh aa.nsuu rukii rukii sii ha.nsii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vo za-sar-taa-ba-qadam husn kii ik aab liye
jagmagaatii hu.ii maanind-e-guhar aa.ii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
tajalliyaat-e-mohabbat me.n Duub kar 'anvar'
ze-farq-taa-ba-qadam dil nahii.n to kuchh bhii nahii.n
S. Nooruddin Anwar Bhopali
Ghazal
mizha-kushaa to mirii samt vo hu.e lekin
za-farq-taa-ba-qadam kar diyaa fanaa mujh ko
Syed Ghulam Samnani
Ghazal
ze-farq-taa-ba-qadam ruup-ra.ng kii jhankaar
tamaam mehr-o-mohabbat tamaam bos-o-kanaar
Shaz Tamkanat
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n aashufta-kaar ham bhii hai.n
ze-farq-taa-ba-qadam sho.ala-zaar ham bhii hai.n

