SEARCH RESULTS
Showing search results for "gebii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gebii"
Ghazal
ab ai dil-e-tabaah tiraa kyaa KHayaal hai
ham to chale the kaakul-e-getii sa.nvaarne
Sahir Ludhianvi
MORE MATCHES FOR "gebii"
Ghazal
jaadaad-e-baada-noshii-e-rindaa.n hai shash-jihat
Gaafil gumaa.n kare hai ki getii KHaraab hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ki karte hai.n chaman me.n ehtimaam-e-ra.ng-o-buu
ruu-e-getii se naqaab-e-husn sarkaate hai.n ham
Ali Sardar Jafri
Nazm
sawan ke mahine
getii se ubalte the tamannaa ke saliiqe
garduu.n se baraste the mohabbat ke qariine
Josh Malihabadi
Ghazal
KHushk hai mausam-e-ehsaas fazaa pyaasii hai
KHum ke KHum siina-e-getii pe lu.nDhaa de saaqii
Darshan Singh
Ghazal
ab kuchh nahii.n hai ma.abad-e-getii KHataa mu'aaf
motii se ashk sarf-e-mah-o-kahkashaa.n hu.e
Salam Machhli shahri
Ghazal
getii-afroz agar hazrat-e-nayyar rahte
itnaa taariik to hotaa na zamaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Yaqoob Usmani
Ghazal
yahii kaun-o-makaa.n duniyaa hai aalam
ye hii getii hii giihaa.n hai jahaa.n hai
Ismail Merathi
Ghazal
shar ko kyaa samjhe ye Gabii maKHluuq
shar kahaa.n hai bashar ke pahluu me.n
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
ra.nj-e-getii se dil mukaddar hai
bhar ke de mai se saaGar-e-billor
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Nazm
mazdur ki zindagi
jal rahaa hai sabza-e-be-ra.ng farsh-e-KHaak par
bhun rahaa hai dhuup kii tezii se getii kaa jigar
Shatir Hakeemi
Ghazal
aasaa.ish-e-getii hai sazaa be-hunarii kii
aazurdagii-e-dil sila-e-KHush-suKHanii hai

