SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamla"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hamla"
Ghazal
hamla hai chaar suu dar-o-diivaar-e-shahr kaa
sab ja.ngalo.n ko shahr ke andar sameT lo
Jaun Eliya
Sher
hamla hai chaar suu dar-o-diivaar-e-shahr kaa
sab ja.ngalo.n ko shahr ke andar sameT lo
Jaun Eliya
Nazm
hubb-e-watan
hamla jab qaum-e-aaryaa ne kiyaa
aur bajaa un kaa hind me.n Da.nkaa
Altaf Hussain Hali
PAGE MATCHES FOR "hamla"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hamla"
Ghazal
ye sher hai chhup kar kabhii hamla nahii.n kartaa
maidaanii ilaaqo.n me.n machaane.n nahii.n hotii.n
Munawwar Rana
Ghazal
yaa aql kii ruubaahii yaa ishq-e-yadul-laahii
yaa hiila-e-afra.ngii yaa hamla-e-turkaana
Allama Iqbal
Qita
kisii ko hamla karne ke liye detaa hai missile
kisii ko in se bachne ke liye radar detaa hai
Qateel Shifai
Nazm
bint-e-lamhat
Ganiim-e-nuur kaa hamla kaho a.ndhero.n par
dayaar-e-dard me.n aamad kaho masiihaa kii
Akhtarul Iman
Ghazal
jaa.nchtaa huu.n vus.at-e-dil hamla-e-Gam ke liye
imtihaa.n hai ranj-o-hirmaa.n kii faraavaanii mujhe
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
hamla apne pe bhii ik baad-e-haziimat hai zaruur
rah ga.ii hai yahii ik fat.h o zafar kii suurat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Taimur Hasan
Sher
izzat kaa hai na auj na nekii kii mauj hai
hamla hai apnii qaum pe lafzo.n kii fauj hai