SEARCH RESULTS
Showing search results for "har ek baat pe kahte ho tum ke tuu kyaa hai"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "har ek baat pe kahte ho tum ke tuu kyaa hai"
Ghazal
har ek baat pe kahte ho tum ki tuu kyaa hai
tumhii.n kaho ki ye andaaz-e-guftuguu kyaa hai
Mirza Ghalib
Sher
har ek baat pe kahte ho tum ki tuu kyaa hai
tumhii.n kaho ki ye andaaz-e-guftuguu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ajiib aap kaa e.ajaaz-e-vaza-daarii hai
har ek baat me.n kahte ho tum ki tuu kyaa hai
Bismil Aazmi
MORE MATCHES FOR "har ek baat pe kahte ho tum ke tuu kyaa hai"
Sher
tuu jo muusaa ho to us kaa har taraf diidaar hai
sab ayaa.n hai kyaa tajallii ko yahaa.n takraar hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Kulliyat
har har suKHan pe ab to karte ho guftuguu tum
in bad-mizaajiyo.n ko chho.Doge bhii kabhuu tum
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shazia Niyazi
Ghazal
ham dil ke musaahib hai.n har ik baat pe raazii
ik mo.D Galat raah me.n aayaa hai to kyaa hai
Siddique Mujibi
Ghazal
kuchh dalaa.el ko.ii ma.anii nahii.n rakhte 'aazar'
kahne vaale kii har ik baat pe jaate kyuu.n ho
Mushtaq Aazar Fareedi
Nazm
shaeri pura mard aur puri aurat mangti hai
sharminda sharminda ham-bistarii karte ho
tum ko kyaa ma.aluum hai
Hasan Abbas Raza
Ghazal
har ek baat pe ta.ana har ek baat pe tanz
kabhii to yaar kiyaa kar kisii se Dhang kii baat
Zafar Naseemi
Ghazal
me.aar aaj-kal to ba.Daa.ii kaa hai yahii
apnii har ek baat ko tuu ishtihaar kar
Quaiser Khalid
Ghazal
vo ki har baat pe kahte hai.n mujhe tuu kyaa hai
aise andaaz-e-takallum ko bhalaa kyaa kahiye