SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishtiyaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ishtiyaq"
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
saraab huu.n mai.n tirii pyaas kyaa bujhaa.uu.ngii
is ishtiyaaq se tishna zabaa.n qariib na laa
Fahmida Riaz
Ghazal
mai.n huu.n ki ishtiyaaq me.n sar-taa-qadam nazar
vo hai.n ki ik nazar kii ijaazat nahii.n mujhe
Ehsan Danish
Ghazal
'naziir' aaj hii chal kar buto.n se mil liije
phir ishtiyaaq kaa aalam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "ishtiyaq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ishtiyaq"
Ghazal
haa.n kis ko sair-e-arz-o-samaa kaa hai ishtiyaaq
dhuunii phir us galii me.n ramaa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
kyaa talKH-kaamiyo.n ne lab-e-zaKHm sii diye
vo shor-e-ishtiyaaq-e-namak-daa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
bas ishtiyaaq-e-takallum me.n baar-haa ham log
javaab dil me.n zabaa.n par savaal rakhte the
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
KHat likhte likhte 'miir' ne daftar kiye ravaa.n
ifraat-e-ishtiyaaq ne aaKHir ba.Dhaa.ii baat
Meer Taqi Meer
Ghazal
aariz-e-gul dekh ruu-e-yaar yaad aayaa 'asad'
joshish-e-fasl-e-bahaarii ishtiyaaq-a.ngez hai
Mirza Ghalib
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage