SEARCH RESULTS
Showing search results for "polaa.o"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "polaa.o"
Sher
bataa.uu.n aap ko marne ke baa'd kyaa hogaa
polaa.o khaa.e.nge ahbaab faatiha hogaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
jise zabaan-e-KHirad me.n sharaab kahte hai.n
vo raushnii sii pilaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
rahne do abhii chaa.nd saa chehra mire aage
mai aur pilaa.o ki abhii raat bahut hai
Sabir Dutt
Qita
qariib aur bhii aa.o ki shauq-e-diid miTe
sharaab aur pilaa.o ki kuchh nasha utre
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "polaa.o"
MORE MATCHES FOR "polaa.o"
Mazahiya
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
nashat-e-umid
chaTnii se roTii kaa hai jin kii banaav
baiThe pakaate hai.n KHayaalii polaav
Altaf Hussain Hali
Ghazal
dosto durd pilaa.o ki ka.Dii raat kaTe
mai me.n kuchh aur milaa.o ki ka.Dii raat kaTe
Saghar Nizami
Nazm
munni tere dant kahan hain
ik daavat me.n aaj mile.nge tikke aur polaav
murGii ke paa.e kaa saalan baigan kaa aachaar
Ibn۔e۔Insha
Nazm
mashriq haar gaya
qubla-KHaan tum haar ga.e ho!
aur tumhaare Tuk.Do.n par palne vaalaa laalchii maarko-polo
Saleem Ahmed
Ghazal
Idris Babar
Mazahiya
khaayaa hai sair ho ke KHayaalii polaav aaj
paanii phir is ke baa'd piyaa hai saraab kaa
Anwar Masood
Ghazal
mai-kade me.n nazar aate hai.n sabhii jaam-ba-dast
mujh ko aa.nkho.n se pilaa.o to ko.ii baat bane
Ashok Sawhny
Ghazal
azal se naam sunaa hai sharaab-e-vahdat kaa
kabhii hame.n bhii pilaa.o to ko.ii baat bane
Hairat Farrukhabadi
Ghazal
Quli Qutub Shah
Ghazal
'naziir' yaar kii ham ne jo kal ziyaafat kii
pakaayaa qarz ma.ngaa kar polaav aur quliyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bahut puraanii hai ye pyaas aaj-kal kii nahii.n
gilaas bhar ke pilaa.o zaraa zaraa sii nahii.n
Amulya Mishra
Mazahiya
us shoKH ke valiime me.n khaa kar chikan pulaa.o
kankii ke chaavalo.n kaa mazaa yaad aa gayaa
