SEARCH RESULTS
Showing search results for "polaa.o"
Ghazal MATCHES FOR "polaa.o"
Ghazal
jise zabaan-e-KHirad me.n sharaab kahte hai.n
vo raushnii sii pilaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
rahne do abhii chaa.nd saa chehra mire aage
mai aur pilaa.o ki abhii raat bahut hai
Sabir Dutt
Ghazal
dosto durd pilaa.o ki ka.Dii raat kaTe
mai me.n kuchh aur milaa.o ki ka.Dii raat kaTe
Saghar Nizami
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
mai-kade me.n nazar aate hai.n sabhii jaam-ba-dast
mujh ko aa.nkho.n se pilaa.o to ko.ii baat bane
Ashok Sawhny
Ghazal
azal se naam sunaa hai sharaab-e-vahdat kaa
kabhii hame.n bhii pilaa.o to ko.ii baat bane
Hairat Farrukhabadi
Ghazal
Quli Qutub Shah
Ghazal
'naziir' yaar kii ham ne jo kal ziyaafat kii
pakaayaa qarz ma.ngaa kar polaav aur quliyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bahut puraanii hai ye pyaas aaj-kal kii nahii.n
gilaas bhar ke pilaa.o zaraa zaraa sii nahii.n
Amulya Mishra
Ghazal
TuuTe na magar silsila-e-daur-e-mohabbat
mujh ko na pilaa.o to piye jaa.o tumhii.n aur
Manzar Lakhnavi
Ghazal
mast nazro.n se pilaa.o to ko.ii baat bane
aag siine me.n lagaa.o to ko.ii baat bane
Talib Shimlavi
Ghazal
ham na.e ahd ke suqraat hai.n is baar hame.n
zahr kaa pyaala nahii.n jaam pilaa.o saahab
Nadeem Sirsivi
Ghazal
kahaa.n ho mai-kade vaalo zaraa idhar aa.o
hame.n bhii aaj pilaa.o ki Gam kii raat kaTe
Davarka Das Shola
Ghazal
sitaare par sitaara ok me.n bahtaa chalaa aa.e
kisii shab kahkashaa.n u.nDel kar mujh ko pilaa.o naa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
jitnii tumhaaraa dil kare utnii pilaa.o aaj
is baar ham ne hosh me.n aanaa to hai nahii.n
Iqbal Rahi
Ghazal
mile.n mile.n na mile.n phir ye fursate.n saaqii
pilaa.o aur pilaa.o ki raat baaqii hai
Talib Shimlavi
Ghazal
is ke jo jo ki favaa.ed hai.n KHud dekhte jaa.o
sach kahaa hai ye kisii ne ki piyo aur pilaa.o