SEARCH RESULTS
Showing search results for "silsila-e-vaaqi.aat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "silsila-e-vaaqi.aat"
Ghazal
mere Gamo.n ko apne KHayaalo.n me.n baar de
in uljhano.n ko silsila-e-vaaqi.aat kar
Majeed Amjad
Ghazal
is aa.ine me.n ko.ii aks yuu.n na ubhregaa
nazar se silsila-e-daanish-e-nazar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
havaa chalii hai ye kaisii KHilaaf chaaro.n taraf
hai ek silsila-e-inhiraaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kitne masruuf hai.n masruur nahii.n phir bhii ye log
hai ye kyaa silsila-e-kaar-e-ziyaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
MORE MATCHES FOR "silsila-e-vaaqi.aat"
Sher
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
duniyaa me.n rahe silsila-e-husn mujhe kyaa
ai vaqt miraa ahd-e-tamannaa na rahegaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ruuh o tan kaa ishq ye qaa.em rahegaa daa.imii
KHatm ba.ad-e-marg bhii ye silsila hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
niyaaz-o-naaz kaa ye silsila nahii.n jaataa
jafaa ko chhe.D ke shauq-e-vafaa nahii.n jaataa
Aal-e-Raza Raza
Sher
vo arz-e-Gam pe mirii un kaa ehtimaam-e-sukuut
tamaam shorish-e-tafsiil-e-vaaqi.aat ga.ii
Kausar Jayasi
Ghazal
phuulo.n se ab na rabt na kaa.nTo.n se ehtiyaat
'zebaa' badal rahe hai.n ba-tadriij-e-vaaqi.aat
Iffat Zeba Kakorvi
Ghazal
ashyaa hai.n 'barq' silsila-e-vahdat-ul-vajuud
sau sau tarah se naam badaltaa chalaa gayaa