SEARCH RESULTS
Showing search results for "zalzala"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zalzala"
Ghazal
log malbo.n me.n dabe saa.e bhii dafnaane lage
zalzala ahl-e-zamii.n ko bad-havaasii de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
Liaqat Jafri
Ghazal
hastii ko jis ne zalzala-saamaa.n banaa diyaa
vo dil qaraar paa.e muqaddar kii baat hai
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zalzala"
Ghazal
be-yaar sar paTakne se hiltaa hai ghar miraa
rahtaa hai zalzala dar-o-diivaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye sail-e-aab na thaa zalzala thaa paanii kaa
bikhar bikhar ga.e qarye mire basaa.e hu.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Nazm
zalzala
chand lamhe bhii ye naira.ngii-e-aalam na rahii
zalzala KHatm hu.aa jumbish-e-paiham na rahii
Shakeel Badayuni
Ghazal
jo.n KHuftagaan-e-KHaak hai apnii fataadgii
aayaa jo zalzala kabhii karvaT badal gayaa
Momin Khan Momin
Sher
maanaa ki zalzala thaa yahaa.n kam bahut hii kam
bastii me.n bach ga.e the makaa.n kam bahut hii kam
P P Srivastava Rind
Ghazal
dauraan-e-zalzala jo panaah-e-nigaah the
leTe hu.e the paa.nv pasaare kahaa.n ga.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Bedil Haidari
Nazm
aurat ki taKHliq
ek aavaaz aa.ii ki aurat huu.n mai.n
barq huu.n zalzala huu.n qayaamat huu.n mai.n
Izhaar Malihabadi
Sher
be-sabab zalzala 'aalam me.n nahii.n aataa hai
ko.ii betaab tah-e-KHaak ta.Daptaa hogaa
