SEARCH RESULTS
Showing search results for "zalzala"
Nazm MATCHES FOR "zalzala"
Nazm
zalzala
chand lamhe bhii ye naira.ngii-e-aalam na rahii
zalzala KHatm hu.aa jumbish-e-paiham na rahii
Shakeel Badayuni
Nazm
aurat ki taKHliq
ek aavaaz aa.ii ki aurat huu.n mai.n
barq huu.n zalzala huu.n qayaamat huu.n mai.n
Izhaar Malihabadi
Nazm
maut
zalzala uf ye dhamaakaa ye musalsal dastak
be-amaa.n raat kabhii KHatm bhii hogii ki nahii.n
Akhtarul Iman
Nazm
urdu-e-mualla
is tarah ilmii sutuuno.n par ise qaa.em karo
zalzala kaisaa hii saKHt aa.e magar jumbish na ho
Safi Lakhnavi
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
kabhii adnaa harakat zalzala ban jaatii hai
kabhii naachiiz sii ik baat Gazab Dhaatii hai
Ismail Merathi
Nazm
gosht ki saDkon par
kahte hai.n masjid ke miinaare bhii the
shahr me.n ik zalzala aayaa thaa jis se gir ga.e
Adil Mansuri
Nazm
pachasi sal niche gir gae
kabhii jab zalzala aa.e
to us kii jhurjhurii sii muKHtalif umro.n ke ghar
Waheed Ahmad
Nazm
zalzala aaTh october 2005
us raushan sub.h ke daaman me.n
ik suuraj qahr kaa chamkaa thaa
Pirzada Qasim
Nazm
pahli barf-bari
chhaatiyaa.n khol ke a.ng.Daa.iyaa.n lii.n
zalzala thaa ki miraa vahm thaa kuchh thaa jis se
Zuhoor Nazar
Nazm
ajib log
havaa ke dosh pe tuufaan zalzala sailaab
diyaa-salaa.ii kii tiilii pe tank atom bam
Shahid Mahuli
Nazm
dar-ul-aman ke darwaze par
mujhe zalzala-zada ilaaqe se uThaayaa gayaa thaa
yaa shaayad
Zahid Masood
Nazm
bhut
talaash us ko kartaa hu.aa mai.n chalaa thaa
simaT aayaa tan me.n bas ik zalzala saa