SEARCH RESULTS
Showing search results for ",jE4"
Ghazal MATCHES FOR ",je4"
Ghazal
diivaangii se dosh pe zunnaar bhii nahii.n
ya.anii hamaare jeb me.n ik taar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
mujhe chāk-e-jeb-o-dāman se nahīñ munāsibat kuchh
ye junūñ hī ko mubārak rah-o-rasm-e-āmiyāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
aalam jahaa.n ba-arz-e-bisaat-e-vajuud thaa
juu.n sub.h chaak-e-jeb mujhe taar-o-puud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n us galii me.n gayaa aur dil o nigaah samet
'jamaal' jeb me.n jo kuchh thaa jhaa.D aayaa huu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
sohbat-e-piir-e-ruum se mujh pe hu.aa ye raaz faash
laakh hakiim sar-ba-jeb ek kaliim sar-ba-kaf
Allama Iqbal
Ghazal
goyaa is soch me.n hai dil me.n lahuu bhar ke gulaab
daaman o jeb ko gulnaar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
diivaana na samjhe hame.n vo samjhe sharaabii
ab chaak kabhii jeb o garebaa.n na kare.nge
Akbar Allahabadi
Ghazal
kar rahm mere jeb o garebaa.n pe ham-nafas
chaltii hai kuu-e-yaar me.n kyuu.nkar havaa na puuchh
Josh Malihabadi
Ghazal
sirf mai.n hii nahii.n baazaar kii mandii kaa shikaar
jeb me.n le ke KHasaare to sabhii jaa.e.nge
Shakeel Azmi
Ghazal
tasviir terii yuu.n hii rahe kaash jeb me.n
goyaa ki husn-e-vaadii-e-kailaash jeb me.n
Amir Ameer
Ghazal
ik a.nguuThii le na paa.e.n itne me.n us ke liye
jo.D rakkhe the jo paise jeb KHarche kaaT kar
Ankit Maurya
Ghazal
dono.n aalam tirii naira.ng adaa.ii ke nisaar
ab ko.ii chiiz yahaa.n jeb-e-mohabbat me.n nahii.n
Asghar Gondvi
Ghazal
har ahl-e-havas jeb me.n bhar laayaa hai patthar
ham-saa.e kii bairii pe abhii bor pa.Daa hai