SEARCH RESULTS
Showing search results for "بسان"
Ghazal MATCHES FOR "بسان"
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aa jaa.e.n ham nazar jo ko.ii dam bahut hai yaa.n
mohlat hame.n bisaan-e-sharar kam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
basaan-e-KHaak sar-e-kuu-e-yaar baiThe hai.n
ab is maqaam se ham KHaaksaar kyaa utre.n
Ahmad Faraz
Ghazal
bistar miraa hai KHaar-e-muGiilaa.n basaan-e-qais
lailaa kii hai tujhe saf-e-mizhgaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ye shaaKH-e-gul kii lachak bhii payaam rakhtii hai
basaan-e-teG the jo ham ko haq-parast mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
basaan-e-KHaak ho paamaal raah-e-KHalq ai 'miir'
rakhe hai dil me.n agar qasd sarfaraazii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
basaan-e-ashk hai 'qaa.em' tuu jab se aavaara
vaqaar tab se tiraa kam rahaa hai aa.nkho.n me.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
basaan-e-zar hai miraa jism-e-zaar saaraa zard
asar tamaam hai dil ke gudaaz karne ko
Meer Taqi Meer
Ghazal
basaan-e-naqsh-e-qadam jis ne paa-turaab kiyaa
vo raah-e-ishq me.n miT kar Garaz shitaab uThaa
Shah Naseer
Ghazal
vo kahaa.n jalva-e-jaa.n-baKHsh butaan-e-dehlii
kyuu.n ki jannat pe kiyaa jaa.e gumaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
sunsaan hai zindaa.n bhii bisaan-e-dil-e-shaa.er
ne shor-e-salaasil hai na ha.ngaama-e-fariyaad