SEARCH RESULTS
Showing search results for "قانون"
Ghazal MATCHES FOR "قانون"
Ghazal
merii haalat dekhiye aur un kii suurat dekhiye
phir nigaah-e-Gaur se qaanuun-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
kyaa ye mausam tire qaanuun ke paaband nahii.n
mausam-e-gul me.n ye dastuur-e-KHizaa.n kis kaa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
faulaad se faulaad to kaT saktaa hai lekin
qaanuun se qaanuun ko badlaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
is na.e qaanuun kaa manzar yahii dikhtaa hai ab
paa.nv kaT jaa.e.nge lekin be.Diyaa.n rah jaa.e.ngii
Aadarsh Dubey
Ghazal
ye siyaasat hai ki la.anat hai siyaasat pe 'sadaa'
KHud hai.n mujrim bane qaanuun banaane vaale
Sada Ambalvi
Ghazal
Aasi uldani
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
'afzal' aur qais ne qaanuun banaayaa hai ki ishq
duusrii baar bhii hotaa hai nahii.n bhii hotaa
Afzal Khan
Ghazal
qaanuun-e-baaG-baani-e-sahra kii sarnavisht
likkhii ga.ii to kyaa jo na likkhii ga.ii to kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
ik taraf qaanuun hai aur ik taraf insaan hai
KHatm hotaa hii nahii.n jurm-o-sazaa kaa silsila
Krishn Bihari Noor
Ghazal
qaanuun kis ne badlaa hai qudrat kaa shaiKH-jii
daaruu hai ab bhii mai hii Gam-e-rozgaar kaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
dastuur hai guzaarish-e-ahvaal-e-vaaqa.ii
qaanuun ye nahii.n hai ki shikva na chaahiye
Shaad Aarfi
Ghazal
hairat ke maqaamaat me.n qaanuun-e-navaa na.ii.n
hai saaz-e-KHamoshii lab-e-tasviir kii aavaaz
Siraj Aurangabadi
Ghazal
vaqt kartaa hai bhalaa kis se yahaa.n husn-e-suluuk
vo bhii is daur me.n qaanuun-e-makaafaat ke saath