SEARCH RESULTS
Showing search results for "نامی"
Ghazal MATCHES FOR "نامی"
Ghazal
log kahte hai.n ki bad-naamii se bachnaa chaahiye
keh do be us ke javaanii kaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa dikhaate ho miyaa.n, parcha hame.n aKHbaar kaa
ham ne dekhe hai.n bahut naamii giraamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
is shahr ko raas aa.ii ham jaiso.n kii gum-naamii
ham naam bataate to ye shahr bhii jal jaataa
Zehra Nigaah
Ghazal
ishq-o-mazduuri-e-ishrat-gah-e-KHusruv kyaa KHuub
ham ko tasliim niko-naami-e-farhaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
karte ho shikva kis kaa tum aur bevafaa.ii
sar piiTte hai.n apnaa ham aur nek-naamii
Mirza Ghalib
Ghazal
ai sail-e-ravaan-e-abadii zindagii naamii
mai.n kaun saa paaband huu.n harjaa.ii idhar aa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
abhii taariiKH naamii ek jaaduugar ko aanaa hai
jo zinda shahr aur ajsaam ko patthar me.n Dhaalegaa
Aitbar Sajid
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
jo harf-e-haq kii himaayat me.n ho vo gum-naamii
hazaar vaz.a ke naam-o-nishaa.n se achchhii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
hai ridaa-e-nek-naamii dosh par apne magar
daaG rusvaa.ii ke kuchh zer-e-ridaa paate hai.n ham
Altaf Hussain Hali
Ghazal
darj hu.aa hai bad-naamii ke khaate me.n
ishq me.n ham ne jitnaa naam kamaayaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ho.n shaiKH yaa barahman sab jaante hai.n mujh ko
hai 'shauq' naam-e-naamii ai mehrbaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
official a.amaal-naama kii na hogii kuchh sanad
hashr me.n to naama-e-a.amaal dekhaa jaa.egaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
nek-naamii-o-taqaavat ko du.aa jald kaho
diin-o-dil pesh-kash saada-e-KHud-kaam karo