SEARCH RESULTS
Showing search results for "چھوٹنا"
Ghazal MATCHES FOR "چھوٹنا"
Ghazal
girau hu.aa to use chhuuTnaa muhaal hu.aa
dil-e-Gariib miraa mufliso.n kaa maal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
dil zulf-e-butaa.n me.n hai giraftaar hamaaraa
is daam se hai chhuuTnaa dushvaar hamaaraa
Rasikh Azimabadi
Ghazal
ab bahut mushkil hai piichhaa chhuuTnaa mujh se tiraa
bevafaa honaa bhii tere kaam aa saktaa nahii.n
Shariq Kaifi
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
be-kaso.n ma.asuum kii mushkil-kushaa.ii kiijiye
chhuuTnaa chakkar se hai gar aasmaan-e-piir ke
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Hamid Iqbal Siddiqui
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
chhuuTnaa dushvaar ho jaataa hai daam-e-ishq se
phaa.ns letaa hai galaa kuchh is tarah gesuu-e-dost
Hamid Husain Hamid
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
haath chhuuTe.n bhii to rishte nahii.n chho.Daa karte
vaqt kii shaaKH se lamhe nahii.n to.Daa karte
Gulzar
Ghazal
majnuu.n ne shahr chho.Daa to sahraa bhii chho.D de
nazzaare kii havas ho to lailaa bhii chho.D de