SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہموار"
Ghazal MATCHES FOR "ہموار"
Ghazal
manzil-e-ishq pe niklaa to kahaa raste ne
har kisii ke liye hamvaar nahii.n hotaa mai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
zunnaar baa.ndh sub.ha-e-sad-daana to.D Daal
rah-rau chale hai raah ko hamvaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
apne hone se bhii inkaar kiye jaate hai.n
ham ki rasta tiraa hamvaar kiye jaate hai.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
aaKHir ko zindagii ke qadmo.n me.n bichh ga.e ham
aur us kii Thokaro.n se hamvaar ho ke nikle
Farhat Ehsas
Ghazal
merii peshaanii pe us bal kii jagah hai hii nahii.n
sabr ke saath jo hamvaar pa.Daa hai mujh me.n
Anjum Saleemi
Ghazal
agar apnii madhur aavaaz me.n naGma sunaa de vo
to raah-e-mahfil-e-yaaraa.n zaraa hamvaar ho jaa.e
Ahmad Adil
Ghazal
kyaa jaane bahr-e-ishq me.n kitne hu.e hai.n Garq
saahil se sat.h-e-aab ko hamvaar dekh kar
Bismil Saeedi
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
tiraa guzaarnaa hamvaar raasto.n se hame.n
hamaare paa.nv me.n kaa.nTe kabhii chubhonaa bhii
Khurshid Talab
Ghazal
kyaa ilm thaa phisalne lage.nge mire qadam
mai.n to chalaa thaa raah ko hamvaar dekh kar
Adeem Hashmi
Ghazal
apnii yaado.n se kaho ik din kii chhuTTii de mujhe
ishq ke hisse me.n bhii itvaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
tum saath ho to kaisaa chipkaa pa.Daa hai dariyaa
aur ye havaa bhii kaisii hamvaar chal rahii hai
Farhat Ehsas
Ghazal
har zarra chamaktaa hai anvaar-e-ilaahii se
har saa.ns ye kahtii hai ham hai.n to KHudaa bhii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
manzil kii samt tujh ko na le jaa.e.nge kabhii
vo raaste jo aap hii hamvaar ho ga.e
Karrar Noori
Ghazal
dilo.n ke maabain shak kii diivaar ho rahii hai
to kyaa judaa.ii kii raah hamvaar ho rahii hai