SEARCH RESULTS
Showing search results for "अर्सा"
Ghazal MATCHES FOR "अर्सा"
Ghazal
kartaa huu.n jam.a phir jigar-e-laKHt-laKHt ko
arsa hu.aa hai daavat-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
jaa.n-daad-gaa.n kaa hausla fursat-gudaaz hai
yaa.n arsa-e-tapiidan-e-bismil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo zaKHm bhar gayaa arsa hu.aa magar ab tak
zaraa saa dard zaraa saa nishaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
ai arsa-e-talab ke subuk-sair qaaflo
Thahro ki nazm-e-raah-e-guzar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
arsa-e-hastii me.n ab tesha-zano.n kaa daur hai
rasm-e-cha.ngezii uThii tauqiir-e-daaraa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
arsa-e-furqat-o-firaaq aisaa taviil to na thaa
bhuul rahe ho tum mujhe mai.n ko.ii ajnabii nahii.n
Ehsan Danish
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
arsa-e-KHvaab me.n rahnaa hai ki lauT aanaa hai
faisla karne kii is baar hai baarii us kii
Parveen Shakir
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
chaal par phir se numaayaa.n thaa dil-aavezii kaa zo.am
jis ko vaapas aate aate kis qadar arsa lagaa
Zehra Nigaah
Ghazal
shab-e-dard-o-Gam se arsa mire jii pe ta.ng thaa
aayaa shab-e-firaaq thii yaa roz-e-ja.ng thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa chhupe raaz ilaahii dil-e-shaidaa.ii kaa
arsa-e-hashr to baazaar hai rusvaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aur kyaa mere liye arsa-e-mahshar hogaa
mai.n shajar huu.ngaa tire haath me.n patthar hogaa