SEARCH RESULTS
Showing search results for "इब्तिदा"
Ghazal MATCHES FOR "इब्तिदा"
Ghazal
bhiigii hai raat 'faiz' Gazal ibtidaa karo
vaqt-e-sarod dard kaa ha.ngaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
to phir vo rote hu.e minnate.n bhii maante hai.n
jo intihaa nahii.n karte hai.n ibtidaa kar ke
Ali Zaryoun
Ghazal
naGmo.n kii ibtidaa thii kabhii mere naam se
ashko.n kii intihaa huu.n mujhe yaad kiijiye
Saghar Siddiqui
Ghazal
mai.n avvaliin kii izzat me.n aaKHiriin kaa nuur
vo intihaa huu.n ki har ibtidaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
mai.n mar rahaa huu.n phir aa.e sadaa-e-kun-fayakuu.n
banaayaa jaa.e miTaa ke phir ibtidaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
daur-e-hayaat aa.egaa qaatil qazaa ke ba.ad
hai ibtidaa hamaarii tirii intihaa ke ba.ad