SEARCH RESULTS
Showing search results for "चोटी"
Ghazal MATCHES FOR "चोटी"
Ghazal
kisii pahaa.D kii choTii par cha.Dh kar dekho
aa.nkho.n se ojhal nazzaare kis ke hai.n
Jamal Ehsani
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
meh.ndii choTii ho sivaa.ii ho chamak peTii kii
umr choTii kii ba.Dii zulf-e-pareshaan kii KHair
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hinaa.ii haatho.n se choTii ko kholtaa hai yaar
kahaa.n se panjaa-e-marjaa.n hariif-e-shaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
rahtii hai.n aaTh pahar aap ko ka.nghii choTii
apnii zulfo.n me.n giraftaar nazar aate ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
lipTii hai choTii yaar kii phuulo.n ke haar me.n
sumbul ne gul khilaa.e hai.n fasl-e-bahaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
Hasan Kamal
Ghazal
rashk-e-KHurshiid jabii.n abr-e-siyah sii paTTii
lahr choTii kii Gazab zulf-e-pareshaan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jab cha.Dhaa.ii pe miraa haath na thaamaa tuu ne
ab ye choTii pe jo be-faiz madad hai rad hai
Hamida Shaheen
Ghazal
detaa rahaa pahaa.D kii choTii se vo sadaa
us kii sadaa.e.n kho ga.ii.n uu.nchii fazaa.o.n me.n
Saleem Betab
Ghazal
vo choTii kii banaavaT ho ki Topii kii sajaavaT ho
binaa insaaniyat ke ko.ii sar puuraa nahii.n hotaa
Shakeel Azmi
Ghazal
choTii tak pahu.nchii raaho.n se siikho bhii
kaise parvat kaaT ke aanaa pa.Dtaa hai
Pratap Somvanshi
Ghazal
jinhe.n ye zid ho ki choTii talak pahu.nchnaa hai
unhe.n pahaa.D se girne kaa Gam nahii.n hotaa
Shanawar Ishaq
Ghazal
le ke apnii zulf ko vo pyaare pyaare haath me.n
kahte hai.n fitno.n kii choTii hai hamaare haath me.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
hai pahu.nchnaa apnaa choTii tak muhaal
ai talab niklaa bahut uu.nchaa pahaa.D