SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़र्रात"
Ghazal MATCHES FOR "ज़र्रात"
Ghazal
zindagii ret ke zarraat kii gintii thii 'nadiim'
kyaa sitam hai ki adam bhii vahii sahraa niklaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
the muntashar azal me.n jo zarraat-e-kuu-e-dost
insaan ban ke aalam-e-imkaa.n me.n aa ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
aayaat-e-haq hai.n saare ye zarraat-e-kaa.enaat
inkaar tujh ko hove so iqraar kyuu.n na ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
zarraat-e-chashm-e-shauq hai.n aamaada-e-nigaah
mahruumiyo.n ko ab bhii tiraa intizaar hai
Fani Badayuni
Ghazal
kuchh bhii nahii.n hai aalam-e-zarraat se aage
ik aalam-e-huu aalam-e-asvaat se aage
Jameel Mazhari
Ghazal
muntashir ho gayaa shiiraaza-e-ulfat afsos
dil ke bikhre hu.e zarraat kise pesh karuu.n
Nazar Barni
Ghazal
sadiyo.n kii shab-e-Gam ko sahar ham ne banaayaa
zarraat ko KHurshiid o qamar ham ne banaayaa
Saghar Nizami
Ghazal
abhii KHurshed jo chhup jaa.e to zarraat kahaa.n
tuu hii pinhaa.n ho to phir kaun bhalaa paidaa ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jab us ne jhalak dekhii pastii me.n bulandii kii
suuraj ne kiyaa ba.Dh kar zarraat se samjhauta
Mahmood Beg Saaz
Ghazal
miTTii se vo uThaa hai miTTii me.n jaa milegaa
u.Dte phire.nge ik din zarraat aadmii ke
Basheer Munzir
Ghazal
dukh me.n to KHaak hii ne subuut-e-vafaa diyaa
hamraah mere dhuul ke zarraat ho liye