SEARCH RESULTS
Showing search results for "तारीफ़"
Ghazal MATCHES FOR "तारीफ़"
Ghazal
sunte hai.n jo bahisht kii taariif sab durust
lekin KHudaa kare vo tiraa jalva-gaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
taariif sun ke dost se 'alvii' tuu KHush na ho
us ko tirii buraa.iyaa.n karte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
tafriiq rahne diijiyo taariif-o-tanz me.n
ab ke sharaab zahr milaa kar na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
maar Daalaa mujhe be-maut ba.Daa kaam kiyaa
KHuub taariif tirii ai shab-e-furqat hogii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
vo bhii aaKHir tirii taariif me.n hii KHarch hu.aa
mai.n ne jo vaqt nikaalaa thaa shikaayat ke liye
Azhar Nawaz
Ghazal
taariif us KHudaa kii jis ne jahaa.n banaayaa
kaisii zamii.n banaa.ii kyaa aasmaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
taariif tire qad kii alif-vaar siriijan
jaa sarv-e-gulistaa.n kuu.n KHush-alhaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
ye baat alag hai miraa qaatil bhii vahii thaa
is shahr me.n taariif ke qaabil bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
in hasiino.n kii jo taariif karo chi.Dhte hai.n
sach to ye hai ki buraa hai unhe.n achchhaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
taariif kyaa ho qaamat-e-dildaar kii 'shakeb'
tajsiim kar diyaa hai kisii ne alaap ko
Shakeb Jalali
Ghazal
log bhopal kii taariif kiyaa karte hai.n
is nagar me.n to tire ghar ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Kamil Bahzadi
Ghazal
kyaa kiijiye taariif binaa gosh kii us ke
aaveze ko jis kaan ke gauhar nahii.n miltaa