SEARCH RESULTS
Showing search results for "परवाज़"
Ghazal MATCHES FOR "परवाज़"
Ghazal
ai taa.ir-e-laahautii us rizq se maut achchhii
jis rizq se aatii ho parvaaz me.n kotaahii
Allama Iqbal
Ghazal
shoKHii-e-naira.ng said-e-vahshat-e-taa.uus hai
daam-e-sabza me.n hai parvaaz-e-chaman tasKHiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
zauq-e-parvaaz-e-tab-o-taab ataa farmaa kar
said ko laa.iq-e-sayyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
bin gul mu.aa hii mai.n to pa tuu jaa ke lauTiyo
sehn-e-chaman me.n ai par-e-parvaaz mere ba.ad
Meer Taqi Meer
Ghazal
kis liye uzr-e-taGaaful kis liye ilzaam-e-ishq
aaj charKH-e-tafraqa-parvaaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
hujuum-e-jalva me.n parvaaz-e-shauq kyaa kahnaa
ki jaise ruuh sitaaro.n ke darmiyaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dil ho yaa ruuh o jigar kaan kha.De sab ke hu.e
ishq aayaa ki ko.ii mufsida-pardaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
hamaarii soch kii parvaaz ko roke nahii.n ko.ii
na.e aflaak pe pahre biThaa kar kuchh nahii.n miltaa
Wasi Shah
Ghazal
huu.n giraftaar-e-kamii.n-gaah-e-taGaaful ki jahaa.n
KHvaab sayyaad se parvaaz-e-giraanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
u.Dte hii ra.ng-e-ruKH miraa nazro.n se thaa nihaa.n
is murG-e-par-shikasta kii parvaaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
sayyaad ne dii ruKHsat-e-parvaaz par afsos
tuu ne na ijaazat mujhe be-baal-o-parii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jin ke ho.nTo.n pe ha.nsii paa.nv me.n chhaale ho.nge
haa.n vahii log tumhe.n chaahne vaale ho.nge