SEARCH RESULTS
Showing search results for "मरना"
Ghazal MATCHES FOR "मरना"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kitnaa aasaa.n thaa tire hijr me.n marnaa jaanaa.n
phir bhii ik umr lagii jaan se jaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
Duub kar marnaa bhii usluub-e-mohabbat ho to ho
vo jo dariyaa hai to us ko paar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
kabhii un kaa naam lenaa kabhii un kii baat karnaa
miraa zauq un kii chaahat miraa shauq un pe marnaa
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
qatl karne kii adaa bhii hasii.n qaatil bhii hasii.n
na bhii marnaa ho to mar jaane ko jii chaahe hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
dekhe.n to chal ke yaar tilismaat-e-samt-e-dil
marnaa bhii pa.D gayaa to chalo mar bhii aa.e.nge
Jaun Eliya
Ghazal
bichha.D ke tujh se kisii duusre pe marnaa hai
ye tajraba bhii isii zindagii me.n karnaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
jhuuT kyuu.n bole.n faroG-e-maslahat ke naam par
zindagii pyaarii sahii lekin hame.n marnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
gosh zad chaT-paT hii marnaa ishq me.n apne hu.aa
kis ko is biimaari-e-jaa.nkaah se fursat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
marnaa qubuul hai magar ulfat nahii.n qubuul
dil to na duu.ngaa aap ko mai.n jaan liijiye