SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुअज़्ज़िज़"
Ghazal MATCHES FOR "मुअज़्ज़िज़"
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
dii shab-e-vasl mo.azzin ne azaa.n pichhlii raat
haa.e kam-baKHt ko kis vaqt KHudaa yaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kyaa munajjim se kare.n ham apne mustaqbil kii baat
haal ke baare me.n ham ko kaun saa ma.aluum hai
Shuja Khaavar
Ghazal
dekh apnaa haal-e-zaar munajjim hu.aa raqiib
thaa saazgaar taala-e-naa-saaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Ghazal
tujh ko sab dete hai.n aavaaz vo apne ho.n ki Gair
is taraf mai.n ne mo.azzin ne udhar yaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
namaaziyo.n se kaho dekhe.n chaa.nd-suuraj ko
nikal rahe hai.n mu.azzin azaan se baahar
Nida Fazli
Ghazal
dikhaa de jalva jo masjid me.n vo but-e-kaafir
to chiiKH uTThe mo.azzin judaa KHatiib judaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai mu.azzin jo ba.Daa murG musallii us kii
masto.n se nok hii kii baat chalii jaatii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
hame.n to pa.Dhnaa hai maidaan-e-ja.ng me.n bhii namaaz
mu.azzino.n ke labo.n par azaa.n rahe na rahe
Raees Ansari
Ghazal
TuuTii hu.ii mehraab se gumbad ke kha.nDar tak
ik buu.Dhe mo.azzin kii sadaa guu.nj rahii thii
Adil Mansuri
Ghazal
apnii azaa.n to ko.ii mu.azzin na sun sakaa
kaano.n pe haath rakhe hu.e boltaa rahaa
Syed Mubarak Shah
Ghazal
anjaam to zaahir thaa safe.n TuuT chukii thii.n
saalaar-e-mu.azzaz sar-e-lashkar bhii nahii.n thaa
Hilal Fareed
Ghazal
Qamar Aasi
Ghazal
shab-e-furqat use maut aa ga.ii mere badle
de azaa.n sub.h kii kaun aaj mo.azzin hii nahii.n