SEARCH RESULTS
Showing search results for "लालची"
Ghazal MATCHES FOR "लालची"
Ghazal
haa.n laalchii huu.n aur ziyaada kii hai havas
itne qaliil par to qanaa.at nahii.n mujhe
Gul Faraz
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Mukhtar Tonki
Ghazal
ye kaun log hai.n maujuud terii mahfil me.n
jo laalacho.n se tujhe mujh ko jal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
chhalkaa.e hu.e chalnaa KHushbuu lab-e-laalii.n kii
ik baaG saa saath apne mahkaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
in'aam ke laalach me.n likhe mad.h kisii kii
itnaa to kabhii ko.ii suKHan-var nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
aa.nkho.n se mirii is liye laalii nahii.n jaatii
yaado.n se ko.ii raat jo KHaalii nahii.n jaatii
Wasi Shah
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
laalach abas hai dil kaa tumhe.n vaqt-e-vaapsii.n
ye maal vo nahii.n ki jise chho.D jaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
na maa.nguu.n baada-e-gul-guu.n se bhiik mastii kii
agar tire lab-e-laalii.n miraa ye kaam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
vo to KHud-Garzii hai laalach hai havas hai jin kaa
naam is daur ke insaa.n ne vafaa rakkhaa hai
Lata Haya
Ghazal
tum ko laalach thii KHazaane kii so naakaam hu.e
mujh se kahte to mai.n us Gaar kaa naqsha detaa
Jahanzeb Sahir
Ghazal
Gam-o-nishaat mohabbat kii chho.D de laalach
har ik se uThte nahii.n ye azaab ye barkaat