SEARCH RESULTS
Showing search results for "हम-वतन"
Ghazal MATCHES FOR "हम-वतन"
Ghazal
Syed Niyaz Ali Niyaz
Ghazal
usii ke sog me.n baiThaa hu.aa huu.n muddat se
jo ek zaKHm rafiiqaan-e-ham-vatan se milaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
raushnii baa.nTtaa huu.n sarhado.n ke paar bhii mai.n
ham-vatan is liye Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
karb chehro.n pe sajaate hu.e mar jaate hai.n
ham vatan chho.D ke jaate hu.e mar jaate hai.n
Malikzada Javed
Ghazal
jaante hu.e 'naatiq' ham-vatan kii haalat ko
Dhuu.nDte phire.n jaa kar kis liye makaa.n apnaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
aavaaz aa rahii hai fasiil-e-najaat se
terii kamii khaTaktii hai ai mere ham-vatan
M Kothiyavi Rahi
Ghazal
maanaa ki ham vatan se aziizo.n se duur hai.n
tahziib se judaa hai.n na urdu zabaa.n se duur
Sultanul hasan Farooqi
Ghazal
Nasreen Syed
Ghazal
zinda hai.n kis tarah se mire ham-vatan yahaa.n
ummiid-e-raushnii kaa jahaa.n par nishaa.n nahii.n
Dr. Jafar Askari
Ghazal
hirz-e-jaa.n samajhte hai.n ham vatan kii miTTii ko
apne ghar ke KHaaro.n ko ham gulaab likkhe.nge
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
sab ne jaanaa ek apnaa ham-vatan kam ho gayaa
Gam agar niklaa to dil kii hasrate.n ghabraa ga.ii.n
Nooh Narvi
Ghazal
ham-vatan samjhaa kiye nang-e-vatan ham ko magar
sarfaroshii kuchh hamii.n bahar-e-vatan karte rahe
Farhat Qadri
Ghazal
aavaara buu-e-gul kii tarah hai.n chaman se duur
laGziida-paa nahii.n hai.n magar ham vatan se duur
Raees Warsi
Ghazal
hastii me.n bhii to bhuulaa na ahl-e-adam ko mai.n
Gurbat me.n yaad aa.e mujhe ham-vatan tamaam
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
ham-vatan KHaak-e-vatan kyuu.n na ho pyaarii ki hame.n
ba.ad-az-marg bhii jaanaa hai isii miTTii me.n