SEARCH RESULTS
Showing search results for "हरीफ़"
Ghazal MATCHES FOR "हरीफ़"
Ghazal
rah-e-vafaa me.n hariif-e-KHiraam ko.ii to ho
so apne aap se aage nikal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ajab hariif thaa mere hii saath Duub gayaa
mire safiine ko Garqaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
mire hariif mirii yakka-taaziiyo.n pe nisaar
tamaam umr haliifo.n se ja.ng kii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
jo Than ga.ii hai to yaarii pe harf kyuu.n aa.e
hariif-e-jaa.n ko kabhii taan-e-aashnaa.ii na duu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq
hai mukarrar lab-e-saaqii pe salaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
hadaf bhii mujh ko banaanaa hai aur mere hariif
mujhii se tiir mujhii se kamaan maa.ngte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
dushman-e-KHuu-e-vafaa rasm-e-mohabbat ke hariif
vahii kyaa aur bhii do-chaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo dil hariif-e-jalva-e-firdaus ban gayaa
jis dil me.n tere Gam ke sharaare chale ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
nigaah-e-naaz kaa ik vaar kar ke chho.D diyaa
dil-e-hariif ko bedaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
juz ijz kyaa karuu.n ba-tamannaa-e-be-KHudii
taaqat hariif-e-saKHtii-e-KHvaab-e-giraa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye ishq kyaa hai ki iz.haar-e-aarzuu ke liye
hariif nauhagaro.n ko talaash karte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
na kah kisii se ki 'Gaalib' nahii.n zamaane me.n
hariif-e-raaz-e-mohabbat magar dar-o-diivaar
Mirza Ghalib
Ghazal
KHalaa kii dhund hii aa.nkho.n pe mehrbaan rahii
hariif ko.ii ufuq kab mirii nazar kaa hu.aa
Shahryar
Ghazal
phir naGma-haa-e-qum to fazaa me.n hai.n guu.njte
tuu hii hariif-e-zauq-e-samaa.at nahii.n rahaa