SEARCH RESULTS
Showing search results for "होशियार"
Ghazal MATCHES FOR "होशियार"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
log apne dar-o-diivaar se hoshiyaar rahe.n
aaj diivaane kaa ghar jaane ko jii chaahe hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
ye gadhaa jo apnii Gaflat se hai bevaquuf itnaa
jo ye KHud ko jaan jaataa ba.Daa hoshiyaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
be-KHud bhii hai.n hoshiyaar bhii hai.n dekhne vaale
in mast nigaaho.n kii adaa aur hii kuchh hai
Abul Kalam Azad
Ghazal
isii liye to dar-e-aa.ina bhii vaa na kiyaa
jo so rahe hai.n unhe.n hoshiyaar kyaa kartaa
Jawad Sheikh
Ghazal
hamaare KHvaabo.n kaa dar khaTkhaTaatii rahtii hai.n
tum apnii yaado.n ko samjhaa.o hoshiyaar karo
Madan Mohan Danish
Ghazal
dil ho Gulaam-e-KHirad yaa ki imaam-e-KHirad
saalik-e-rah hoshiyaar saKHt hai ye marhala
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n chup kha.Daa thaa ta'alluq me.n iKHtisaar jo thaa
usii ne baat banaa.ii vo hoshiyaar jo thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kuchh aisii aaj pilaa.ii hai chashm-e-saaqii ne
na hosh hai na ko.ii hoshiyaar baaqii hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
kisii se pyaar nahii.n phir bhii pyaar hai sab se
vo mast-e-husn hai kyaa hoshiyaar dekho to
Kaleem Aajiz
Ghazal
vo shariif aadmii hai miraa tazkira kare naa
use jaantii hai duniyaa rahe hoshiyaar kahnaa